संदेश

अक्टूबर, 2023 की पोस्ट दिखाई जा रही हैं

Shiv Mandir Pansalwa Ke Bare Me?

 शिव मंदिर पंसलवा :- Yah Gaon Bihar Ke Motihari JiLLa , Patahi, Barashankar , Se sate huye Gaon Shiv Mandir Pansalwa Hai.  Iss gaon me bahut purani ek shiv mandir hai humare purwazo ke jamane ke yah mandir mana jata hai  . Yaha par thodi dur Mata Kali maai ka ashthan bhi hai Jo shiv mandir se thodi dur hai. Mera gaon bahut Chhota hai lekin Saab ek sath mil-Jul ke rehte hain.  Aaiye kabhi____Swagat hai aapka! 🙏🏻  { Shiv_Mandir_Pansalwa }                                 By_____sahill_patel